sant siromani Acharyashree 108 Vidyasagar ji ko mera shat shat namostu. acharya shree ke darshan
karne ki bahut bhawana h meri yeh bhawana bade baba jaldi hi puri karenge agar maine kabhi bhi unki dil se puja ki h jai gurudev.
jab tak tan hai
tab tak man hai
tan or man ko ek karna bahut badi baat hai jo ki hamare guru ne kiya hai yese guru ko ham barambar naman karte hai
DEEPAK DIGORA
Acharya Bhagwan Shri Vidhya Sagar Ko Sat Sat Naman. Aaj Date 29.01.2012 Ko Durg (Chhattisgarh) Ke Padmanabhpur Me Panch Kalyan Ka Samapan Hua. Gajrath Me Guruwar Ke Sath PanchKalyan Sthal Ki 7 Parikrama Dene Me Jo Anand Prapt Hua Wah Shabdo Me Byan Nahi Kiya Ja Sakta……Jai Kara Guruden Ka Jai Jai Gurudev

Sant siromani acharya shri ke durg ki bhumi par aane se ye bhumi dany ho gai h….unke charno me humara sat sat naman
Jai guru dev…
Jai Jinendra
Param pujya Siromani Acharya Guruvar ke Charno me anantananto bar koti koti Naman.may pl post the address of sasangh at Durg.
NTPC-Korba
Aacharya ji ko barambar namostu
Aacharya Shri Ke charano mein shat shat naman.
Darshan abhilasi
tapasya jain.
hamare liye guru ne hame bahut kuch diya ab jo diya hai us ko sambhala hai or jain dharam ki prabavna karna hai
jab tak tan hai
tab tak man hai
tan or man ko ek karna bahut badi baat hai jo ki hamare guru ne kiya hai yese guru ko ham barambar naman karte hai
DEEPAK DIGORA
guruvar ko naman or samast jain bandhu ko makar sankranti ki bahut badhai
DEEPAK DIGORA TIKAMGARH M.P.
jai jinendra
Acharya Bhagwan Shri Vidhya Sagar Ko Sat Sat Naman. Aaj Date 29.01.2012 Ko Durg (Chhattisgarh) Ke Padmanabhpur Me Panch Kalyan Ka Samapan Hua. Gajrath Me Guruwar Ke Sath PanchKalyan Sthal Ki 7 Parikrama Dene Me Jo Anand Prapt Hua Wah Shabdo Me Byan Nahi Kiya Ja Sakta……Jai Kara Guruden Ka Jai Jai Gurudev
I want that i Pujya Shree Acharya Guruvar Vidha Sagar Ji Maha Muniraj k Darshan karun.